بسم الله الرحمن الرحيم
Bismillah hirRa’hmaan nirRa’heem
With The Name of ALLAH, The Beneficent and The Merciful
SallALLAHU ‘Ala Mu’hammad SallALLAHU Alayhe Wasallam
Islamic Dua for Asthma Disease AKA Dama
Wazifa for Asthma which is also known as (AKA) as Dama in Urdu and general. Dama ka marz ek khatarnak marz hai jiske hone ke bad ta umr uska ilaj chalta hi rahta hai. Behtar to yahi hai ke iske hone se bacha jaye. Asthma ya fir dama ek esi bimari hai jo ki kinhi wajuhaat se ho jati hai. Inme se kuch wajuhat ye hai.
Dama Ke Marz Ki Wajuhaat
Causes of Asthma
- Jab kisi chiz se allergy ho dhuan mitti wagerah.
- Hawa me gandgi aur dhool ho.
- Baaz martaba khane pine ki thandi cheezo se bhi dama ho jata hai.
- Kayi martaba ye bhi dekha gaya hai ke agar ghar me saf-safayi nahi hai aur gandgi zyadah hai to dama ke hone ke asar barh jate hai.
- Mausam me tabdeeli se bhi dama ka marz ho sakta hai.
Dama Ke Marz Ke Asar
Symptoms of the Disease Asthma
- Stress on the chest while breathing.
- Regular coughing.
- Feeling uncomfortable during sleeping in the night.
- Breathing heavily in a light physical work.
- Problems while breathing due to mild smoke and dust.
Dama Ke Mariz Ke Liye Gharelu Nushke
Home Remedies for Asthamatic Patients
- Have honey in the diet every day.
- Have ginger in your diet.
- Have 5 cloves boiled in a cup of water and then drink this water with a table spoon of honey before sleeping.
- Mix camphor in mustard oil and then massage on patient’s chest with this mixture.
- The patient should also drink a hot milk with a required amount of desi ghee in it before going to sleep.
If you wanna perform a best treatment of Asthma in Islam you can definitely start it.
Islamic Dua for Asthma Disease AKA Dama in Urdu
Note: Allowed to share the picture and the information with the exact source url to this webpage only.
Islamic Dua for Asthma Disease AKA Dama in Roman English
- Asthma yani dama ke mariz ko subah wa sham rozana shahed chaatne se behad aram milta hai. Shahed mein shifa ata farmayi gayi hai. Shahed seene mein majood balgham ko kaat ta hai door karta hai. Shahaed peene se ghiza ko hazam hone mein madad milti hai. Baitul khala jane me asani ho jati hai maidah saf rahta hai. Qabz se nijat milti hai.
- Jinhe tangi se saans lene ki kaifiyat hai unhe shahed gungune pani mein pine se aram milta hai.
Namonia (Zaat Ul Janab) jise ki angrezi mein Pneumonia bhi kehte hai. Is marz mein fefrho mein soojan ajati hai. Is marz mein bukhar aur khansi aam rehti hai. Namonia sardi lagne, khansi ho jane aur gala kharab ho jane se bi ho jata hai. Isme fefrho ke kisi hisse mein waram sa rehne lagta hai. Jiski wajah se waha hawa dakhil nahi ho pati hai. Aur mariz ko saans lene mein taklif hoti hai.
Ese mariz ko shahed pilana behad faydemand sabit hota hai. Sardiyo mein bacho ko shahed chataane se bacho ko namunia nahi hota hai. Aur khansi ke liye bhi iska istimaal behad fayda mand hai.
Islamic Dua for Asthma Disease AKA Dama in English
- Asthma is an English name for the disease of lungs which is generally related to infection. An asthmatic patient can intake honey in the diet. Honey helps to get a rid of a cough deposited within the chest. Honey fights with indigestion and helps in smooth functioning of the excretory organs too.
- The patients who are affected with the breathing problems can intake honey with luke warm water. This helps in pushing the deposited cough.
Pneumonia is another disease related to the lungs. In this, lungs are swollen and one many find it difficult to breathe normally. Breathing problems generally occur in this due to the swelling which resultantly blocks the way of air. Therefore, once again honey is beneficial for such patients. It helps in removing swelling and cough, which clears the way and let the air travel easily and normally.
Islamic Dua for Asthma Disease AKA Dama Wazifa Kese Karna hai?
Agar dama ke marz ki wajah se seene mein shadeed dar rahne laga ho to ye wazifa mufeed hai. Is marz ko Zaat-ul-Janab ya fir Zaat-ul-sadar bhi kehte hai. Is marz se shifa pane ke liye Surah adad 6 Al-Anaam ki ayat nadad 17 aur 18 (jo ki niche bhi likhi hui hai) in dono ayaat ko raat ke aakhri hisse mein jab ki tahajjud ka waqt hota hai. Us waqt wuzu banakar in dono ayaat ko pak-saf kaghaz par kisi bhi qalam se likhkar apne sidhe yani daahine bazu par bandh dijiye. Ye wazifa mariz nahi kar sakta to unke liye koi aur bhi kar sakta hai. Taweez bazu par bandkar rakhe jab tak ki apko shifa nazar nahi aye.
Ghaur Talab: Ye taweez taharat aur ghusl khane jese aur baki napak jagaho par pehen kar na jaye. Khawateen ye wazifa haiz/maahwari mein qatayi na kare.
Islamic Dua for Asthma Disease AKA Dama in Hindi
अस्थमा या दमा के अमराज़ के लिए शहद में शिफ़ा हिंदी ज़ुबान में
अस्थमा यानि दमा के मरीज़ को सुबह व शाम रोशन शहद चाटने से बेहद आराम मिलता है| शहद में शिफ़ा अत फ़रमाई गयी है| शहद सीने में मजूद बलग़म को काटता है दूर करता है| शहीद पीने से ग़िज़ा को हज़म होने में मदद मिलती है| बैतूल ख़ला जाने में आसानी हो जाती है मैदाह साफ रहता है| क़ब्ज़ से निजात मिलती है|
जिन्हे तंगी से सांस लेने की कैफियत है उन्हें शहद गुनगुने पानी में पिने से आराम मिलता है|
नमोनिया (ज़ात-उल-जनब या ज़ात-उल-सदर) जिसे की अंग्रेजी में निमोनिया भी कहते है| इस मर्ज़ में फेफढ़ो में सूजन आजाती है|इस मर्ज़ में बुखार और खांसी आम रहती है|नमोनिया सर्दी लगने, खांसी हो जाने और गला ख़राब हो जाने से भी जाता है| इसमें फेफड़ो के किसी हिस्से में वरम सा रहने लगता है| जिसकी वजह से वह हवा दाख़िल नहीं हो पाती है| और मरीज़ को सांस लेने में तकलीफ होती है|
नमोनिया (ज़ात-उल-जनब या ज़ात-उल-सदर) जिसे की अंग्रेजी में निमोनिया भी कहते है| इस मर्ज़ में फेफढ़ो में सूजन आजाती है|इस मर्ज़ में बुखार और खांसी आम रहती है|नमोनिया सर्दी लगने, खांसी हो जाने और गला ख़राब हो जाने से भी जाता है| इसमें फेफड़ो के किसी हिस्से में वरम सा रहने लगता है| जिसकी वजह से वह हवा दाख़िल नहीं हो पाती है| और मरीज़ को सांस लेने में तकलीफ होती है|
ऐसे मरीज़ को शहद पिलाना बेहद फायदेमंद साबित होता है| सर्दियों में बच्चों को शहद चटाने से बच्चों को नमुनिया नहीं होता है| और खांसी के लिए भी इसका इस्तिमाल बेहद फायदा मंद है|
Asthma ya Dama Ka Wazifa Kese Karna hai?
ग़ौरतलब: ये तावीज़ तहारत और ग़ुस्ल खाने जैसे और तमाम नापाक जगहों पर पेहेन कर न जाये| ख़वातीन ये वज़ीफ़ा हैज़/माहवारी में क़तई न करे|
Comments
Post a Comment